
Song
Mere Ghar Ki Khushi Ho
Kanwal Imran · 1 play
warm, affectionate, celebratory, heartfelt, birthday wishes, male vocals, emotional, soft melody
Lyrics
Verse
Aaj mere betay Zainulabideen ki salgirah hai.
Allah kare mera beta hamesha khush rahe.
Das saal ka ho gaya mera shehzada Mashallah.
Chorus
Zainulabideen
Tum mere ghar ki khushi ho.
Mere dil ka sukoon ho.
Meri saari duayen tumhare saath hain.
Verse
Allah tumhari zindagi aasaan kare.
Tumhari har khwahish poori kare.
Aur tumhein hamesha salaamat rakhe.
Chorus
Salgirah mubarak ho mere betay.
Salgirah mubarak ho Zainulabideen.







