Dil Ki Har Dhadkan

Song

Dil Ki Har Dhadkan

Manjit Kumar · 4 plays

Lyrics

Verse

Dil ki haar Dhadkan Tere Naam se suru hoti hai

Tere bina ye Zindagi Abb Adhuri si Lagti hai

Tujhe Bhul Jana Mere Bass Main Nahi

Teri Yaadein hai ki pichhe Chodti nahi

Pre-chorus

Ye dil tumahre yadon k sahare dhadak raha hai,

Mera Dil Iss tarah bechain hai teri baas ek jhalak paane k liye tadap raha hai,

Chorus

Tumhari Muskan main wo kashish hai Jo dil ki Haar bechaini ko sukoon main badal deta hai

Jab tum pass hoti ho toh ye waqt ki raftar khud ba khud thaar jaati hai

Verse

Ek Chota sa khyal ho tum jo jeene ki Tamanna Jaag Uthi hai hai dil main

Log chand taare ki baat karte hai

Chorus

Humne toh Chand dharti par dekh liya hai

Humne Apko dekhar hi chand ki khubsurti mahsoos kar liya hai

Mano Chand dharti par aakar Thaar sa gaya ho baas ek hi tamanna dil main chupaye baitha hoon

Remix this song

Dil Ki Har Dhadkan

More songs

View all