Kar Do Modi

Song

Kar Do Modi

जनहित · 1 play

male vocals, patriotic, devotional, inspirational, mohammad rafi style, uplifting hindi song

Lyrics

Chorus

Kar do Modi, kar do Modi mere Bharat ko vikasit,

Door ho yahan ki badhaali

Kar do Modi mere desh ko vikasit,

Door ho yahan ki badhaali,

Kar do Modi mere Bharat ko vikasit,

Door ho yahan ki badhaali

Verse

Kar do Modi, kar do Modi, kar do Modi

Saare Bharat ko kar do Modi, kar do Modi,

Kar do Modi vikasit, kar do Modi mehnat se,

Kar do Modi, kar do Modi, kar do Modi, kar do Modi

Chorus

Tumhari mehnat se sone ki chidiya phir chahkegi,

Bharat ke har ghar mein, har dar pe khushiyan chahkengi

Kar do Modi mere desh ka vikas,

Kar do Modi mere desh ka kalyan

Verse

Tum vishwa ke chamakte sitaare ho mere Modi,

Bharat ki garibi ke dushman ho mere Modi,

Har kshetra, jaati, bhaasha aur dharm ka,

Hoga vikas tumse mere Modi,

Desh ke nishwarth uddharak ho mere Modi

Chorus

Kar do Modi mere desh ka vikas,

Kar do Modi mere desh ka kalyan

Verse

Bharat hai ochhi rajneeti ka maara hoye,

Jaat paat ne samaaj ka taana-baana bigaada hoye,

He Modi tum lage ho din raat athak kaam mein,

Bharat ki ab tum hi ho ek aas hoye

Chorus

Kar do Modi mere desh ka vikas,

Kar do Modi Bharat ka kalyan

Verse

Nahin samajh paa raha desh tumko abhi kya batlaayein hum,

Dil ka dard, man ka ghaav kisko dikhlaayein hum,

Hamaari galti ka ahsaas na hoga hamein abhi,

Lekin tum na rukoge manzil paaye bina kabhi

Chorus

Kar do Modi mere desh ka vikas,

Kar do Modi mere desh ka kalyan,

Kar do Modi mere Bharat ko vikasit

Door ho jaaye yahan ke badhaali

Aa…kar Modi mere Bharat ko vikasit,

Door ho jaaye Bharat ki badhaali

Remix this song

Kar Do Modi

More songs

View all