
Song
Dar Pe Sudama Gareeb Aa Gaya Hai
Ananta kaldate · 1 play
devotional bhajan, male vocals, emotional folk, indian traditional, storytelling, krishna sudama friendship, humble plea
Lyrics
Intro
Gareebi se bura haal
Dharma patni ke baar baar kahne par
Sudama ji na chahte hue
Apne bachpan ke mitra Shri Krishna se milne chala
Dwarakadheesh ke mahalon ke andar jaane ka prayas kiya
To dwarpaalon ne kaha ai kidhar jaata hai
To Sudama ne prarthna ki
Ai dwarpaalon
dekho dekho ye gareebi
Ye gareebi ka haal
Krishna ke dar pe
Vishwas leke aaya hoon
Mere bachpan ka yaar hai mera Shyam
Yahi soch kar main
Aas leke aaya hoon
Chorus
Are dwarpaalon kanhaiya se kah do
Are dwarpaalon us kanhaiya se kah do
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Verse
Bhatakte bhatakte na jaane kahaan se
Bhatakte bhatakte na jaane kahaan se
Tumhare mahal ke kareeb aa gaya hai
Tumhare mahal ke kareeb aa gaya hai
Chorus
O are dwarpaalon kanhaiya se kah do
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Verse
Na sar pe hain pagdi na tan pe hain jama
Batao kanhaiya ko naam hai Sudama ha aa aa
Batao kanhaiya ko naam hai Sudama
Ha aa aa batao kanhaiya ko naam hai Sudama
Na sar pe hain pagdi na tan pe hain jama
Batao kanhaiya ko naam hai Sudama
Ho o na sar pe hain pagdi na tan pe hain jama hum hum
Batao kanhaiya ko naam hai Sudama
Ha aa aa batao kanhaiya ko naam hai Sudama
Chorus
Ik baar Mohan se jaakar keh do
Tum ik baar Mohan se jaakar keh do
Ke milne sakha badnaseeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ho are dwarpaalon kanhaiya se kah do
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Verse
Sunte hi daude chale aaye Mohan
Lagaaya gale se Sudama ko Mohan
Ha aa aa
Lagaaya gale se Sudama ko Mohan
He lagaaya gale se Sudama ko Mohan
Ho sunte hi daude chale aaye Mohan
Lagaaya gale se Sudama ko Mohan
Ho sunte hi daude chale aaye Mohan hum hum
Lagaaya gale se Sudama ko Mohan
Ha aa aa
Lagaaya gale se Sudama ko Mohan
Chorus
Hua Rukmani ko bahut hi achambha
Hua Rukmani ko bahut hi achambha
Yeh mehman kaisa ajib aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
He are dwarpaalon kanhaiya se kah do
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Verse
Barabar mein apne Sudama bithaaye
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye ha aa aa
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye haay
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye
Barabar mein apne Sudama bithaaye
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye ho
Barabar mein apne Sudama bithaaye hum hum
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye ha aa aa
Charan aansuon se Shyam ne dhulaaye
Chorus
Na ghabrao pyare zara tum Sudama
Na ghabrao pyare zara tum Sudama
Khushi ka sama tere kareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ho are dwarpaalon kanhaiya se kah do
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Ke dar pe Sudama gareeb aa gaya hai
Gareeb aa gaya hai









