
Lyrics
Verse
Dil ne Kuch Kaha hai Mujse
Mohabbat ho gayi hai unse
Unki yaad bhari hai Dil main
Naa kho sakunga unko
Chorus
Dil ne ye kaha hai mujse
pyar ho gaya hai unse
Verse
Na Din Na Raat har waqt Yaad Karu unko
Harek Aks main dhund raha hoon unko
Bechain ho gaya hai mera Mann
Mohabbat ho gayi unse Rab se hai fariyad mujhko
Bas ek Nazar dekh loon jee bhar k
Bridge
Mohabbat hai Meri na bhula sakunga kabhi unko
Ulfat hai Mujhe unse na bhula paunga kabhi bhi mere mohabbat ko
Dil Nissar kar baitha hoon unpar
Har Naqsh main chupi hai wo
kaise dhund paunga unko
Rab se hai fariyad mujhko
Bas ek baar Mila de unse
Chorus
Dil ne ye kaha hai mujse
mohabbat ho gayi hai unse
Outro
Kaise rah paunga agar wo na mili mujhse
Fitoor hai mujhko unpar na bhul sakunga unko





