Bujha Hua Sa Charaagh

Song

Bujha Hua Sa Charaagh

Qasair Rafiqe · 1 play

soulful male vocals, alaap intro, romantic ghazal style, solo verses, high energy chorus, melancholic bridge, climatic ending, fade out outro

Lyrics

Intro

Aa-aa-aa-aa-aa-aa... (Soulful Alaap)

Verse

Bujha hua sa charaagh hoon main... ke jis ki koi sahar nahi hai

Bujha hua sa charasgh hoon main... ke jis ki koi sahar nahi hai

Bujha hua sa charaagh hoon main... ke jis ki koi sahar nahi hai

Mila wafaon ka ye sila hai... ke us ko meri khabar nahi hai

Mila wafaon ka ye sila hai... ke us ko meri khabar nahi hai

Chorus

Mohabbaton ki toheen hogi...

Mohabbaton ki toheen hogi... agar main waada shikan kahoon to

Agar main waada shikan kahoon to

Agar main waada shikan kahoon to

Main rahain takta hi reh gaya hoon...

Main rahaein takta hi reh gaya hoon, idhar to us ka guzar nahi hai

Main rahaein takta hi reh gaya hoon, idhar to us ka guzar nahi hai

Verse

Qazaaein hum se na ho sakain gi...

Qazaain hum se na ho sakain gi...

Qazaain hum se na ho sakain gi... namazaein teri mohabbaton ki

Namazaein teri mohabbaton ki... Namazaein teri mohabbaton ki

Qazaain hum se na ho sakain gi... namazaein teri mohabbaton ki

Bridge

Sanam teri kaisi bey-rukhi hai

Sanam teri kaisi bey-rukhi hai

Sanam teri kaisi bey-rukhi hai... ke mujh pe teri nazar nahi hai

Chorus

Yeh tay kiya hai ke hum ne SHAHID...

Yeh tay kiya hai ke hum ne SHAHID...

Yeh tay kiya hai ke hum ne SHAHID... usi ke ho kar to hum rahain ge

Usi ke ho kar to hum rahain ge...

Usi ke darr par jiain marain ge...

Usi ke darr par jiain marain ge... ke aur koi ab darr nahi hai

Outro

Ke aur koi ab darr nahi hai...

Ke aur koi ab darr nahi hai...

Bujha hua sa charagh hoon main ke jis ki koi sahar nahi hai

Mila wafaon ka ye sila hai ke us ko meri khabar nahi hai

Aa-aa-aa-aa-aa-aa... (Fade Out)

Remix this song

Bujha Hua Sa Charaagh

More songs

View all